Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_3628f461eea294baa48639af870a00c0, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Tamam Raat Chhaton Par Baras Gaya Pani - B S Jain Jauhar Poetry In English - Darsaal

Tamam Raat Chhaton Par Baras Gaya Pani

tamam raat chhaton par baras gaya pani

sawera hote hi basti mein bas gaya pani

piya ki banhon mein dulhan ko kas gaya pani

andheri raat mein birhan ko Das gaya pani

baDa hi naz tha apni KHunuk-mizaji par

zamin ke tapte tawe par jhulas gaya pani

wo napta raha dharti ke sab nasheb-o-faraaz

fareb-e-rahat-e-mandan mein phans gaya pani

nahane aai thi ganda hai kah ke lauT gai

kisi ko chhune ki KHatir taras gaya pani

(1134) Peoples Rate This

Related Poetry

Your Thoughts and Comments

Tamam Raat Chhaton Par Baras Gaya Pani In English By Famous Poet B S Jain Jauhar. Tamam Raat Chhaton Par Baras Gaya Pani is written by B S Jain Jauhar. Read famous Poem Tamam Raat Chhaton Par Baras Gaya Pani for youth and Student by B S Jain Jauhar. Free Download Tamam Raat Chhaton Par Baras Gaya Pani in PDF.