Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_ed88b67acf52ac908803adc6931d492f, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
KHak UDate Hue Ye Marka Sar Karna Hai - Azm Shakri Poetry In English - Darsaal

KHak UDate Hue Ye Marka Sar Karna Hai

KHak uDate hue ye marka sar karna hai

ek na ek din hamein is dasht ko ghar karna hai

ye jo diwar andheron ne uTha rakkhi hai

mera maqsad isi diwar mein dar karna hai

is liye sinchta rahta hun main ashkon se use

gham ke paude ko kisi roz shajar karna hai

teri yaadon ka sahaara bhi nahin hai manzur

umr bhar hum ko akele hi safar karna hai

(1479) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

KHak UDate Hue Ye Marka Sar Karna Hai In English By Famous Poet Azm Shakri. KHak UDate Hue Ye Marka Sar Karna Hai is written by Azm Shakri. Read famous Poem KHak UDate Hue Ye Marka Sar Karna Hai for youth and Student by Azm Shakri. Free Download KHak UDate Hue Ye Marka Sar Karna Hai in PDF.