Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_e89f442033d3f97e0fdd90f9956af1d9, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Duniya Ke Liye Zahr Na Khaalen Koi Hum Bhi - Azlan Shah Poetry In English - Darsaal

Duniya Ke Liye Zahr Na Khaalen Koi Hum Bhi

duniya ke liye zahr na khaalen koi hum bhi

is baat pe phir shart laga len koi hum bhi

bahti hui ganga tere pani mein naha kar

apne liye neki na kama len koi hum bhi

lagta hai yahi waise guzara nahin hoga

jhuTi hi sahi baat bana len koi hum bhi

har sal manaegi baDi dhum se duniya

is ishq ko tyauhaar bana len koi hum bhi

dil mein liye phirte hain bas itni si ye KHwahish

baalon mein tere phul laga len koi hum bhi

tu baat nahin sunta yahi hal hai phir is ka

jhagDe ke liye waqt nikalen koi hum bhi

(931) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Duniya Ke Liye Zahr Na Khaalen Koi Hum Bhi In English By Famous Poet Azlan Shah. Duniya Ke Liye Zahr Na Khaalen Koi Hum Bhi is written by Azlan Shah. Read famous Poem Duniya Ke Liye Zahr Na Khaalen Koi Hum Bhi for youth and Student by Azlan Shah. Free Download Duniya Ke Liye Zahr Na Khaalen Koi Hum Bhi in PDF.