Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_1017b68f62938d230f22ef2783db4c72, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Nazninan-e-jahan Shobada-gar Pakke Hain - Aziz Hyderabadi Poetry In English - Darsaal

Nazninan-e-jahan Shobada-gar Pakke Hain

nazninan-e-jahan shobada-gar pakke hain

dekhne ko to ye bhole hain magar pakke hain

hum luTa denge mohabbat mein mata-e-hasti

hum dikha denge irade ke agar pakke hain

puKHta-kari ki KHabar deti hai KHami un ki

kan ke kachche hain matlab ke magar pakke hain

ye to farmaiye qasmon ki zarurat kya thi

aap iqrar ke wade ke agar pakke hain

KHauf tufan-e-hawadis ka nahin mujh ko 'aziz'

jin ki buniyaad hai mazbut wo ghar pakke hain

(921) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Nazninan-e-jahan Shobada-gar Pakke Hain In English By Famous Poet Aziz Hyderabadi. Nazninan-e-jahan Shobada-gar Pakke Hain is written by Aziz Hyderabadi. Read famous Poem Nazninan-e-jahan Shobada-gar Pakke Hain for youth and Student by Aziz Hyderabadi. Free Download Nazninan-e-jahan Shobada-gar Pakke Hain in PDF.