Two Lines Poetry of Aziz Hamid Madni - 2 Lines Poetry - Couplets From Aziz Hamid Madni (page 1)
Poet Name | Aziz Hamid Madni |
---|---|
Birth Date | 1922 |
Death Date | 1991 |
Zahr Ka Jam Hi De Zahr Bhi Hai Aab-e-hayat
Wo Log Jin Se Teri Bazm Mein The Hangame
Waqt Hi Wo Khat-e-fasil Hai Ki Ai Ham-nafaso
Wafa Ki Raat Koi Ittifaq Thi Lekin
Un Ko Ai Narm Hawa Khwab-e-junun Se Na Jaga
Tilism-e-shewa-e-yaran Khula To Kuchh Na Hua
Tilism-e-khwab-e-zulekha O Dam-e-barda-farosh
Sulag Raha Hai Ufuq Bujh Rahi Hai Aatish-e-mahr
Subh Se Chalte Chalte Aakhir Sham Hui Aawara-e-dil
Shahr Jin Ke Nam Se Zinda Tha Wo Sab Uth Gae
Sadiyon Mein Ja Ke Banta Hai Aakhir Mizaj-e-dahr
Narmi Hawa Ki Mauj-e-tarab-khez Abhi Se Hai
Mubham Se Ek Khwab Ki Tabir Ka Hai Shauq
Meri Wafa Hai Uski Udasi Ka Ek Bab
Mera Chaak-e-gireban Chaak-e-dil Se Milne Wala Hai
Mana Ki Zindagi Mein Hai Zid Ka Bhi Ek Maqam
Mahak Mein Zahr Ki Ek Lahr Bhi Khwabida Rahti Hai
Kuchh Ab Ke Hum Bhi Kahen Uski Dastan-e-visal
Khun Hua Dil Ki Pashiman-e-sadaqat Hai Wafa
Khula Ye Dil Pe Ki Tamir-e-baam-o-dar Hai Fareb
Khuda Ka Shukr Hai Tu Ne Bhi Man Li Meri Baat
Khalal-pazir Hua Rabt-e-mehr-o-mah Mein Waqt
Kazib Sahafaton Ki Bujhi Rakh Ke Tale
Kah Sakte To Ahwal-e-jahan Tum Se Hi Kahte
Jo Baat Dil Mein Thi Us Se Nahin Kahi Humne
Jab Aai Saat-e-be-tab Teri Be-libasi Ki
Husn Ki Shart-e-wafa Jo Thahri Tesha O Sang-e-giran Ki Baat
Gham-e-hayat O Gham-e-dost Ki Kashakash Mein
Gahre Surkh Gulab Ka Andha Bulbul Sanp Ko Kya Dekhega
Ek Taraf Ru-e-jaanan Tha Jalti Aankh Mein Ek Taraf