Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_aa2c1530366e53f6dc2f380d4e911190, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Ye Hausla Bhi Kisi Roz Kar Ke Dekhungi - Aziz Bano Darab Wafa Poetry In English - Darsaal

Ye Hausla Bhi Kisi Roz Kar Ke Dekhungi

ye hausla bhi kisi roz kar ke dekhungi

agar main zaKHm hun us ka to bhar ke dekhungi

kisi taraf koi zina nazar nahin aata

main us ke zehn mein kyun-kar utar ke dekhungi

main raushni hun to meri pahunch kahan tak hai

kabhi charagh ke niche bikhar ke dekhungi

suna dorahe pe ummid ke sarae hai ek

main apni rah usi mein Thahar ke dekhungi

(873) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Ye Hausla Bhi Kisi Roz Kar Ke Dekhungi In English By Famous Poet Aziz Bano Darab Wafa. Ye Hausla Bhi Kisi Roz Kar Ke Dekhungi is written by Aziz Bano Darab Wafa. Read famous Poem Ye Hausla Bhi Kisi Roz Kar Ke Dekhungi for youth and Student by Aziz Bano Darab Wafa. Free Download Ye Hausla Bhi Kisi Roz Kar Ke Dekhungi in PDF.