Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_e9db547f20019be408e6b889db1b529d, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Mere Andar Ek Dastak Si Kahin Hoti Rahi - Aziz Bano Darab Wafa Poetry In English - Darsaal

Mere Andar Ek Dastak Si Kahin Hoti Rahi

mere andar ek dastak si kahin hoti rahi

zindagi oDhe hue main be-KHabar soti rahi

koi mausam meri ummidon ko ras aaya nahin

fasl andhiyaron ki kaTi aur diye boti rahi

kahne wala KHud to sar takiye pe rakh kar so gaya

meri be-chaari kahani raat bhar roti rahi

raste mein is qadar yaadon ke dorahe paDe

aaj mazi ki saDak har moD par khoti rahi

(763) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Mere Andar Ek Dastak Si Kahin Hoti Rahi In English By Famous Poet Aziz Bano Darab Wafa. Mere Andar Ek Dastak Si Kahin Hoti Rahi is written by Aziz Bano Darab Wafa. Read famous Poem Mere Andar Ek Dastak Si Kahin Hoti Rahi for youth and Student by Aziz Bano Darab Wafa. Free Download Mere Andar Ek Dastak Si Kahin Hoti Rahi in PDF.