Two Lines Poetry of Aziz Bano Darab Wafa - 2 Lines Poetry - Couplets From Aziz Bano Darab Wafa
Poet Name | Aziz Bano Darab Wafa |
---|---|
Birth Date | 1926 |
Death Date | 2005 |
Birth Place | Lucknow |
Zindagi Ke Sare Mausam Aa Ke Rukhsat Ho Gae
Zindagi Bhar Main Khuli Chhat Pe Khadi Bhiga Ki
Zard Chehron Ki Kitaben Bhi Hain Kitni Maqbul
Zamin Mom Ki Hoti Hai Mere Qadmon Mein
Ye Hausla Bhi Kisi Roz Kar Ke Dekhungi
Wo Ye Kah Kah Ke Jalata Tha Hamesha Mujhko
Wo Mera Saya Mere Pichhe Laga Kar Kho Gaya
Waraq Ulat Diya Karta Hai Be-khayali Mein
Waqt Hakim Hai Kisi Roz Dila Hi Dega
Wafa Ke Nam Par Paira Kiye Kachche Ghade Le Kar
Usne Chaha Tha Ki Chhup Jae Wo Apne Andar
Uski Har Baat Samajh Kar Bhi Main Anjaan Rahi
Umr Bhar Raste Ghere Rahe Us Shakhs Ka Ghar
Tishnagi Meri Musallam Hai Magar Jaane Kyun
Tatolta Hua Kuchh Jism O Jaan Tak Pahuncha
Tamam Umr Kisi Aur Nam Se Mujhko
Sunne Wale Mera Qissa Tujhe Kya Lagta Hai
Shiw To Nahin Hum Phir Bhi Humne Duniya Bhar Ke Zahr Piye
Shahr Khwabon Ka Sulagta Raha Aur Shahr Ke Log
Pakadne Wale Hain Sab Kheme Aag Aur Behosh
Nikal Pade Na Kahin Apni Aad Se Koi
Mujhe Kahan Mere Andar Se Wo Nikalega
Mujhe Chakhte Hi Kho Baitha Wo Jannat Apne Khwabon Ki
Meri Taswir Banane Ko Jo Hath Uthta Hai
Meri Khalwat Mein Jahan Gard Jami Pai Gai
Mere Haalat Ne Yun Kar Diya Patthar Mujhko
Mere Andar Se Yun Phenki Kisi Ne Raushni Mujh Par
Mere Andar Koi Takta Raha Rasta Us Ka
Mere Andar Ek Dastak Si Kahin Hoti Rahi
Mere Andar Dhandora Pitta Hai Koi Rah Rah Ke