Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_ca29b74e02c64027625f14adb84cc24d, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Dagh Chehre Ka Yunhi ChhoD Diya Jata Hai - Azhar Nawaz Poetry In English - Darsaal

Dagh Chehre Ka Yunhi ChhoD Diya Jata Hai

dagh chehre ka yunhi chhoD diya jata hai

aaina zid mein magar toD diya jata hai

teri shohrat ke pas-e-parda mera nam bhi hai

teri laghzish se mujhe joD diya jata hai

koi kirdar ada karta hai qimat is ki

jab kahani ko naya moD diya jata hai

ek tawazun jo bigaDta hai kabhi ruh ke sath

shisha-e-jism wahin phoD diya jata hai

(1102) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Dagh Chehre Ka Yunhi ChhoD Diya Jata Hai In English By Famous Poet Azhar Nawaz. Dagh Chehre Ka Yunhi ChhoD Diya Jata Hai is written by Azhar Nawaz. Read famous Poem Dagh Chehre Ka Yunhi ChhoD Diya Jata Hai for youth and Student by Azhar Nawaz. Free Download Dagh Chehre Ka Yunhi ChhoD Diya Jata Hai in PDF.