Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_55089f4f7f9ede003a14e96f4e6e7c07, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Nahin Hai Par Koi Imkan Ho Bhi Sakta Hai - Azhar Naqvi Poetry In English - Darsaal

Nahin Hai Par Koi Imkan Ho Bhi Sakta Hai

nahin hai par koi imkan ho bhi sakta hai

wo ek shab mera mehman ho bhi sakta hai

ajab nahin ki bichhaDne ka faisla kar le

agar ye dil hai to nadan ho bhi sakta hai

mohabbaton mein to sud-o-ziyan ko mat socho

mohabbaton mein to nuqsan ho bhi sakta hai

bahut garan hai judai magar jo hona ho

to phir ye faisla aasan ho bhi sakta hai

bas is KHabar se ki ye shahr hai hujum sa kuchh

bas ek KHabar se ye viran ho bhi sakta hai

(903) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Nahin Hai Par Koi Imkan Ho Bhi Sakta Hai In English By Famous Poet Azhar Naqvi. Nahin Hai Par Koi Imkan Ho Bhi Sakta Hai is written by Azhar Naqvi. Read famous Poem Nahin Hai Par Koi Imkan Ho Bhi Sakta Hai for youth and Student by Azhar Naqvi. Free Download Nahin Hai Par Koi Imkan Ho Bhi Sakta Hai in PDF.