Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_d4f80d175dc0ad106b14e6f21c1f02e2, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Mujhko Wahshat Hui Mere Ghar Se - Azhar Iqbal Poetry In English - Darsaal

Mujhko Wahshat Hui Mere Ghar Se

mujh ko wahshat hui mere ghar se

raat teri judai ke Dar se

teri furqat ka habs tha andar

aur dam ghuT raha tha bahar se

jism ki aag bujh gai lekin

phir nadamat ke ashk bhi barse

ek muddat se hain safar mein hum

ghar mein rah kar bhi jaise beghar se

bar-ha teri justuju mein hum

tujh se milne ke baad bhi tarse

(1538) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Mujhko Wahshat Hui Mere Ghar Se In English By Famous Poet Azhar Iqbal. Mujhko Wahshat Hui Mere Ghar Se is written by Azhar Iqbal. Read famous Poem Mujhko Wahshat Hui Mere Ghar Se for youth and Student by Azhar Iqbal. Free Download Mujhko Wahshat Hui Mere Ghar Se in PDF.