Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_78c1989eade3688940ceca4a75396466, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Aziyyat Uski Zehni Dur Kar De - Azhar Inayati Poetry In English - Darsaal

Aziyyat Uski Zehni Dur Kar De

aziyyat us ki zehni dur kar de

use bhi ai KHuda mashhur kar de

isi mein fath ka teri hai imkan

mujhe ghar mein mere mahsur kar de

ye chehre ye fareb-alud chehre

inhen koi nazar se dur kar de

adab kis ka wahan aadab kaise

banawaT dil mein jab nasur kar de

wahi tazim ke laeq hai 'azhar'

jo KHud tazim par majbur kar de

(771) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Aziyyat Uski Zehni Dur Kar De In English By Famous Poet Azhar Inayati. Aziyyat Uski Zehni Dur Kar De is written by Azhar Inayati. Read famous Poem Aziyyat Uski Zehni Dur Kar De for youth and Student by Azhar Inayati. Free Download Aziyyat Uski Zehni Dur Kar De in PDF.