Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_a3ddbfb856279fd74ec48ace5bddfa4c, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
KHwabon Ka IntiKHab Badalta Dikhai De - Azhar Hashmi Poetry In English - Darsaal

KHwabon Ka IntiKHab Badalta Dikhai De

KHwabon ka intiKHab badalta dikhai de

kash ab ki iKHtiyar sanwarta dikhai de

sayyaad ke hunar ki sataish nahin ho ab

jis ko hai par nasib wo uDta dikhai de

itni na intishaar ki hiddat ho ru-ba-ru

insan gham-e-hayat mein jalta dikhai de

kya wo hisab dars mein rakkhega kaenat

jis ka yahan wajud shikasta dikhai de

(779) Peoples Rate This

Related Poetry

Your Thoughts and Comments

KHwabon Ka IntiKHab Badalta Dikhai De In English By Famous Poet Azhar Hashmi. KHwabon Ka IntiKHab Badalta Dikhai De is written by Azhar Hashmi. Read famous Poem KHwabon Ka IntiKHab Badalta Dikhai De for youth and Student by Azhar Hashmi. Free Download KHwabon Ka IntiKHab Badalta Dikhai De in PDF.