Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_7442f1b32281224737dbd41d50cbb676, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Koshishen Kar Ke Dil Bura Kiya Tha - Azhar Faragh Poetry In English - Darsaal

Koshishen Kar Ke Dil Bura Kiya Tha

koshishen kar ke dil bura kiya tha

us parinde ko jab riha kiya tha

kam aziyyat mein jaan chhuT gai

apne qatil se mashwara kiya tha

KHak se jitna zahr jazb kiya

apni shaKHon se runuma kiya tha

main ne ek din biTha ke bachchon ko

apne ajdad ka gila kiya tha

hum se sarzad hua tha kar-e-KHair

kya bataen ki hum ne kya kiya tha

waise wo meri dastaras mein hai

ehtiyatan muhasara kiya tha

(2222) Peoples Rate This

Related Poetry

Your Thoughts and Comments

Koshishen Kar Ke Dil Bura Kiya Tha In English By Famous Poet Azhar Faragh. Koshishen Kar Ke Dil Bura Kiya Tha is written by Azhar Faragh. Read famous Poem Koshishen Kar Ke Dil Bura Kiya Tha for youth and Student by Azhar Faragh. Free Download Koshishen Kar Ke Dil Bura Kiya Tha in PDF.