Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_92bd1619ec8556d4f4e568de689e86ba, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Main KHud Se Dur Tha Aur Mujhse Dur Tha Wo Bhi - Atiiqullah Poetry In English - Darsaal

Main KHud Se Dur Tha Aur Mujhse Dur Tha Wo Bhi

main KHud se dur tha aur mujh se dur tha wo bhi

bahao tez tha aur zad mein aa gaya wo bhi

chhua hi tha ki faza mein bikhar ke phail gaya

meri hi tarah dhuen ki lakir tha wo bhi

ye dekhne ke liye phir palaT na jaun kahin

main gum na ho gaya jab tak khaDa raha wo bhi

abhi to kanTon-bhari jhaDiyon mein aTka hai

kabhi dikhai diya tha hara-bhara wo bhi

bichhaDne wale kisi ke liye nahin rukte

phir aisa waqt bhi aaya bichhaD gaya wo bhi

(790) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Main KHud Se Dur Tha Aur Mujhse Dur Tha Wo Bhi In English By Famous Poet Atiiqullah. Main KHud Se Dur Tha Aur Mujhse Dur Tha Wo Bhi is written by Atiiqullah. Read famous Poem Main KHud Se Dur Tha Aur Mujhse Dur Tha Wo Bhi for youth and Student by Atiiqullah. Free Download Main KHud Se Dur Tha Aur Mujhse Dur Tha Wo Bhi in PDF.