Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_c273ee42652db24a9eca4c142513dcfd, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
ThoDi Si Us Taraf Bhi Nazar Honi Chahiye - Ata Ul Haq Qasmi Poetry In English - Darsaal

ThoDi Si Us Taraf Bhi Nazar Honi Chahiye

thoDi si us taraf bhi nazar honi chahiye

ye zindagi to mujh se basar honi chahiye

aae hain log raat ki dahliz phand kar

un ke liye nawed-e-sahar honi chahiye

is darja parsai se ghuTne laga hai dam

main hun bashar KHata-e-bashar honi chahiye

wo jaanta nahin to batana fuzul hai

us ko mere ghamon ki KHabar honi chahiye

(1127) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

ThoDi Si Us Taraf Bhi Nazar Honi Chahiye In English By Famous Poet Ata Ul Haq Qasmi. ThoDi Si Us Taraf Bhi Nazar Honi Chahiye is written by Ata Ul Haq Qasmi. Read famous Poem ThoDi Si Us Taraf Bhi Nazar Honi Chahiye for youth and Student by Ata Ul Haq Qasmi. Free Download ThoDi Si Us Taraf Bhi Nazar Honi Chahiye in PDF.