Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_bef76112cc28215275cbed7ba71fd913, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Numu-pazir Hun Har Dam Ki Mujh Mein Dam Hai Abhi - Ata Turab Poetry In English - Darsaal

Numu-pazir Hun Har Dam Ki Mujh Mein Dam Hai Abhi

numu-pazir hun har dam ki mujh mein dam hai abhi

mera maqam hai jo bhi wo mujh se kam hai abhi

tarash aur bhi apne tasawwur-e-rab ko

tere KHuda se to behtar mera sanam hai abhi

nahin hai ghair ki tasbih ka koi imkan

mere labon pe to zikr-e-manam manam hai abhi

'turab' par kahan hota hai ye KHuda ka KHala

mere wajud ke andar kahin adam hai abhi

(753) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Numu-pazir Hun Har Dam Ki Mujh Mein Dam Hai Abhi In English By Famous Poet Ata Turab. Numu-pazir Hun Har Dam Ki Mujh Mein Dam Hai Abhi is written by Ata Turab. Read famous Poem Numu-pazir Hun Har Dam Ki Mujh Mein Dam Hai Abhi for youth and Student by Ata Turab. Free Download Numu-pazir Hun Har Dam Ki Mujh Mein Dam Hai Abhi in PDF.