Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_8826cdaf41da00ccda67cbcca6446935, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Bas Is Taqsir Par Apne Muqaddar Mein Hai Mar Jaana - Asrar-ul-Haq Majaz Poetry In English - Darsaal

Bas Is Taqsir Par Apne Muqaddar Mein Hai Mar Jaana

bas is taqsir par apne muqaddar mein hai mar jaana

tabassum ko tabassum kyun nazar ko kyun nazar jaana

KHirad walon se husn o ishq ki tanqid kya hogi

na afsun-e-nigah samjha na andaz-e-nazar jaana

mai-e-gulfam bhi hai saz-e-ishrat bhi hai saqi bhi

bahut mushkil hai aashob-e-haqiqat se guzar jaana

gham-e-dauran mein guzri jis qadar guzri jahan guzri

aur is par lutf ye hai zindagi ko muKHtasar jaana

(882) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Bas Is Taqsir Par Apne Muqaddar Mein Hai Mar Jaana In English By Famous Poet Asrar-ul-Haq Majaz. Bas Is Taqsir Par Apne Muqaddar Mein Hai Mar Jaana is written by Asrar-ul-Haq Majaz. Read famous Poem Bas Is Taqsir Par Apne Muqaddar Mein Hai Mar Jaana for youth and Student by Asrar-ul-Haq Majaz. Free Download Bas Is Taqsir Par Apne Muqaddar Mein Hai Mar Jaana in PDF.