Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_c68eea409bcf32ff0bf65ddee8dac02d, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Nama Tera Main Le Kar Munh Dekh Rah Gaya Tha - Asif-ud-Daula Poetry In English - Darsaal

Nama Tera Main Le Kar Munh Dekh Rah Gaya Tha

nama tera main le kar munh dekh rah gaya tha

kya jaaniye ki qasid kya mujh ko kah gaya tha

kuche se apne tu ne mujh ko abas uThaya

sab to chale gae the ek main hi rah gaya tha

pahle jo aansu dekha lohu sa lal tum ne

naseh wo dil hamara KHun ho ke bah gaya tha

kuchh bhi na sujhta tha us bin mujhe to 'asif'

jis din sati yahan se wo rashk-e-mah gaya tha

(777) Peoples Rate This

Related Poetry

Your Thoughts and Comments

Nama Tera Main Le Kar Munh Dekh Rah Gaya Tha In English By Famous Poet Asif-ud-Daula. Nama Tera Main Le Kar Munh Dekh Rah Gaya Tha is written by Asif-ud-Daula. Read famous Poem Nama Tera Main Le Kar Munh Dekh Rah Gaya Tha for youth and Student by Asif-ud-Daula. Free Download Nama Tera Main Le Kar Munh Dekh Rah Gaya Tha in PDF.