Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_5e771debb74e4acde0b7809890c93bae, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Is Ada Se Mujhe Salam Kiya - Asif-ud-Daula Poetry In English - Darsaal

Is Ada Se Mujhe Salam Kiya

is ada se mujhe salam kiya

ek hi aan mein ghulam kiya

le gaya nang-o-nam ab mujh se

ishq ne aaKHir apna kaam kiya

yaro us gul-badan ke tain hum ne

kal saba se yahi payam kiya

hum se milte raha karo pyare

chah mein garche apna nam kiya

qissa-e-jaan-gudaz ai 'asif'

thoDi si baat mein tamam kiya

(970) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Is Ada Se Mujhe Salam Kiya In English By Famous Poet Asif-ud-Daula. Is Ada Se Mujhe Salam Kiya is written by Asif-ud-Daula. Read famous Poem Is Ada Se Mujhe Salam Kiya for youth and Student by Asif-ud-Daula. Free Download Is Ada Se Mujhe Salam Kiya in PDF.