Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_fe3798574093eecd8d8cf7203fd6abfb, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Mere Uske Darmiyan Ye Fasla Apni Jagah Hai - Ashar Najmi Poetry In English - Darsaal

Mere Uske Darmiyan Ye Fasla Apni Jagah Hai

mere us ke darmiyan ye fasla apni jagah hai

aahaTon aur dastakon ka silsila apni jagah hai

sina-e-awaz mein hai barf ki talwar gum

be-sada gumbad ka lekin masala apni jagah hai

main chamakti ret ki aTkheliyon ka hun asir

eDiyon ka iztirabi mashghala apni jagah hai

KHud-farebi ka bharam TuTa chalo achchha hua

unghti bedariyon ka marhala apni jagah hai

(869) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Mere Uske Darmiyan Ye Fasla Apni Jagah Hai In English By Famous Poet Ashar Najmi. Mere Uske Darmiyan Ye Fasla Apni Jagah Hai is written by Ashar Najmi. Read famous Poem Mere Uske Darmiyan Ye Fasla Apni Jagah Hai for youth and Student by Ashar Najmi. Free Download Mere Uske Darmiyan Ye Fasla Apni Jagah Hai in PDF.