Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_7bf34d60b68ee3907b244d842419595f, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Ai KHamoshi - Asghar Nadeem Sayed Poetry In English - Darsaal

Ai KHamoshi

ai KHamoshi!

mere KHun mein chhup ke baiTh

dulhan ban ke mere chehre par sharma

aaj ki shab

is KHun mein dariya roenge

aur bachche shor machaenge

ai KHamoshi!

kafan ho jaise rangat se mahrum

tujh mein bhi kuchh aisi be-lafzi ka mausam phaile

tu bhi dam toDe meri aankhon mein

un sanpon mein

jo sanson mein phunkarte hain

ai KHamoshi! taron se utar

tariki ke imkan se ubhar

ai KHamoshi!

(745) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Ai KHamoshi In English By Famous Poet Asghar Nadeem Sayed. Ai KHamoshi is written by Asghar Nadeem Sayed. Read famous Poem Ai KHamoshi for youth and Student by Asghar Nadeem Sayed. Free Download Ai KHamoshi in PDF.