Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_1a0de16e8d778cf1b62ecee809982eea, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Kaun Tha Uske Hawa-KHwahon Mein Jo Shamil Na Tha - Asghar Gondvi Poetry In English - Darsaal

Kaun Tha Uske Hawa-KHwahon Mein Jo Shamil Na Tha

kaun tha us ke hawa-KHwahon mein jo shamil na tha

ab hua malum mujh ko dil bhi mera dil na tha

ishq ki betabiyon par husn ko rahm aa gaya

jab nigah-e-shauq taDpi parda-e-mahmil na tha

thin nigah-e-shauq ki ranginiyan chhai hui

parda-e-mahmil uTha to sahib-e-mahmil na tha

qahr hai thoDi si bhi ghaflat tariq-e-ishq mein

aankh jhapki qais ki aur samne mahmil na tha

(800) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Kaun Tha Uske Hawa-KHwahon Mein Jo Shamil Na Tha In English By Famous Poet Asghar Gondvi. Kaun Tha Uske Hawa-KHwahon Mein Jo Shamil Na Tha is written by Asghar Gondvi. Read famous Poem Kaun Tha Uske Hawa-KHwahon Mein Jo Shamil Na Tha for youth and Student by Asghar Gondvi. Free Download Kaun Tha Uske Hawa-KHwahon Mein Jo Shamil Na Tha in PDF.