Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_7024b623e6db16b30b069f6dfa7f87a3, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Jab Zara Raat Hui Aur Mah O Anjum Aae - Asad Bhopali Poetry In English - Darsaal

Jab Zara Raat Hui Aur Mah O Anjum Aae

jab zara raat hui aur mah o anjum aae

bar-ha dil ne ye mahsus kiya tum aae

aise iqrar mein inkar ke sau pahlu hain

wo to kahiye ki labon pe na tabassum aae

na wo aawaz mein ras hai na wo lahje mein khanak

kaise kaliyon ko tera tarz-e-takallum aae

bar-ha ye bhi hua anjuman-e-naz se hum

surat-e-mauj uThe misl-e-talatum aae

ai mere wada-shikan ek na aane se tere

dil ko bahkane kai talKH tawahhum aae

(838) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Jab Zara Raat Hui Aur Mah O Anjum Aae In English By Famous Poet Asad Bhopali. Jab Zara Raat Hui Aur Mah O Anjum Aae is written by Asad Bhopali. Read famous Poem Jab Zara Raat Hui Aur Mah O Anjum Aae for youth and Student by Asad Bhopali. Free Download Jab Zara Raat Hui Aur Mah O Anjum Aae in PDF.