Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_19aca05064babb16ffed6dc593dd0321, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Kis Qayamat Ka Hai Bazar Tere Kuche Mein - Arzoo Saharanpuri Poetry In English - Darsaal

Kis Qayamat Ka Hai Bazar Tere Kuche Mein

kis qayamat ka hai bazar tere kuche mein

bikne aate hain KHaridar tere kuche mein

to wo isa hai ki ai nabz-shanas-e-kaunain

ibn-e-maryam bhi hai bimar tere kuche mein

izn-e-didar to hai aam magar kya kahiye

chashm-e-bina bhi hai bekar tere kuche mein

jis ne dekha ho nazar bhar ke tera husn-e-tamam

koi aisa bhi hai ai yar tere kuche mein

'arzu' sa kabhi dekha hai koi kafir-e-ishq

yun to hain sainkaDon din-dar tere kuche mein

(730) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Kis Qayamat Ka Hai Bazar Tere Kuche Mein In English By Famous Poet Arzoo Saharanpuri. Kis Qayamat Ka Hai Bazar Tere Kuche Mein is written by Arzoo Saharanpuri. Read famous Poem Kis Qayamat Ka Hai Bazar Tere Kuche Mein for youth and Student by Arzoo Saharanpuri. Free Download Kis Qayamat Ka Hai Bazar Tere Kuche Mein in PDF.