Two Lines Poetry of Arzoo Lakhnavi - 2 Lines Poetry - Couplets From Arzoo Lakhnavi (page 2)
Poet Name | Arzoo Lakhnavi |
---|---|
Birth Date | 1873 |
Death Date | 1951 |
Birth Place | Karachi |
Kis Gul Ki Bu Hai Daman-e-dil Mein Basi Hui
Khushbu Kahin Chhupi Hai Mohabbat Ke Phul Ki
Khizan Ka Bhes Bana Kar Bahaar Ne Mara
Khamoshi Meri Mani-khez Thi Ai Aarzu Kitni
Khamosh Jalne Ka Dil Ke Koi Gawah Nahin
Khaali Na Andalib Ka Soz-e-nafas Gaya
Kar Pahle Dil Pe Qabu Jame Ki Phir Khabar Le
Kam Na Thi Tegh Se Ada-e-khiram
Kam Jo Thahre Jafa Se Meri Wafa
Kah Ke Ye Aur Kuchh Kaha Na Gaya
Josh-e-junun Mein Wo Tere Wahshi Ka Chikhna
Jo Kan Laga Kar Sunte Hain Kya Jaanen Rumuz Mohabbat Ke
Jo Dil Rakhte Hain Sine Mein Wo Kafir Ho Nahin Sakte
Jitne Husn-abaad Mein Pahonche Hosh-o-khirad Kho Kar Pahonche
Jis Qadar Nafrat Badhai Utni Hi Qurbat Badhi
Jazb-e-nigah-e-shoabada-gar Dekhte Rahe
Jawab Dene Ke Badle Wo Shakl Dekhte Hain
Jawab Dene Ke Badle Wo Shakl Dekhte Hain
Is Chhed Mein Bante Hain Hoshyar Bhi Diwane
Husn O Ishq Ki Lag Mein Aksar Chhed Udhar Se Hoti Hai
Hum Ko Itna Bhi Rihai Ki Khushi Mein Nahin Hosh
Hosh-o-be-hoshi Ki Manzil Ek Hai Raste Juda
Hath Se Kis Ne Saghar Patka Mausam Ki Be-kaifi Par
Har Tute Hue Dil Ki Dhaaras Hai Tera Wada
Har Nafas Ek Sharab Ka Ho Ghunt
Har Ek Sham Kahti Hai Phir Subh Hogi
Hamari Nakaami-e-wafa Ne Zamane Ki Khol Di Hain Aankhen
Halka Tha Nadamat Se Sarmaya Ibaadat Ka
Hai Mohabbat Aisi Bandhi Girah Jo Na Ek Hath Se Khul Sake
Had Se Takraati Hai Jo Shai Wo Palatti Hai Zarur