Two Lines Poetry of Arzoo Lakhnavi - 2 Lines Poetry - Couplets From Arzoo Lakhnavi (page 1)
Poet Name | Arzoo Lakhnavi |
---|---|
Birth Date | 1873 |
Death Date | 1951 |
Birth Place | Karachi |
Ye Gul Khil Raha Hai Wo Murjha Raha Hai
Wo Qissa-e-dard-agin Chup Kar Diya Tha Jis Ne
Wo Palat Ke Jald Na Aaenge Ye Ayan Hai Tarz-e-khiram Se
Wo Hath Mar Palat Kar Jo Kar De Kaam Tamam
Wahshat Hum Apni Baad-e-fana Chhod Jaen
Wafa Tum Se Karenge Dukh Sahenge Naz Uthaenge
Wae Ghurbat Ki Hue Jis Ke Liye Khana-kharab
Tere To Dhang Hain Yahi Apna Bana Ke Chhod De
Sine Mein Zabt-e-gham Se Chhaala Ubhar Raha Hai
Shauq Chadhti Dhup Jata Waqt Ghatti Chhanw Hai
Rahbar Rahzan Na Ban Jae Kahin Is Soch Mein
Puchha Jo Un Se Chand Nikalta Hai Kis Tarah
Phir Chahe To Na Aana O Aan Ban Wale
Phail Gai Baalon Mein Sapedi Chaunk Zara Karwat To Badal
Nigahen Is Qadar Qatil Ki Uff Uff
Nazar Bacha Ke Jo Aansu Kiye The Maine Pak
Nam Mansur Ka Qismat Ne Uchhaala Warna
Nale Hain Dilsitan To Phir Aahen Hain Barchhiyan To Phir
Nahin Wo Agli Si Raunaq Dayar-e-hasti Ki
Mujhe Rahne Ko Wo Mila Hai Ghar Ki Jo Aafaton Ki Hai Rahguzar
Mohabbat Wahin Tak Hai Sachchi Mohabbat
Mohabbat Nek-o-bad Ko Sochne De Ghair-mumkin Hai
Misal-e-shama Apni Aag Mein Kya Aap Jal Jaun
Masum Nazar Ka Bhola-pan Lalcha Ke Lubhana Kya Jaane
Makharab-e-kar Hui Josh Mein Khud Ujlat-e-kar
Lalach Bhari Mohabbat Nazron Se Gir Na Jae
Kuchh To Mil Jae Lab-e-shirin Se
Kuchh Kahte Kahte Ishaaron Mein Sharma Ke Kisi Ka Rah Jaana
Kis Ne Bhige Hue Baalon Se Ye Jhatka Pani
Kis Kaam Ki Aisi Sachchai Jo Tod De Ummiden Dil Ki