Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_d1e9b193c9c70eb165137cdb3798116d, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Wo Jis Ne Mere Dil O Jaan Mein Dard Boya Hai - Arshad Siddiqui Poetry In English - Darsaal

Wo Jis Ne Mere Dil O Jaan Mein Dard Boya Hai

wo jis ne mere dil o jaan mein dard boya hai

kabhi kabhi meri haalat pe KHud bhi roya hai

baDhe hue the meri samt kitne pyar ke hath

kahan ye la ke teri yaad ne Duboya hai

jo phuTi palkon se konpal to ja ke raaz khula

ki us ne gham nahin sine mein zahr boya hai

tumhin batao ki kis kis se main kalam karun

ho tum bhi goya tumhaari nazar bhi goya hai

faza hai tera o tarik aur us ka KHayal

na jaane kaun si duniya mein ja ke soya hai

chale phir uTh ke usi KHwab-zar mein 'arshad'

abhi to us ki nazar ka KHumar dhoya hai

(786) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Wo Jis Ne Mere Dil O Jaan Mein Dard Boya Hai In English By Famous Poet Arshad Siddiqui. Wo Jis Ne Mere Dil O Jaan Mein Dard Boya Hai is written by Arshad Siddiqui. Read famous Poem Wo Jis Ne Mere Dil O Jaan Mein Dard Boya Hai for youth and Student by Arshad Siddiqui. Free Download Wo Jis Ne Mere Dil O Jaan Mein Dard Boya Hai in PDF.