Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_ab3576680fc4884c1998baa3e2d307f7, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Dhup Chhanw Ke Darmiyan - Arshad Kamal Poetry In English - Darsaal

Dhup Chhanw Ke Darmiyan

ye zindagi

gulon ki ek sej hai

na KHar-o-KHas ka Dher hai

bas ek imtihan ka

latif sa sawal hai

sawal ka jawab to muhaal hai

bas itna hi samajh len hum

ki zist dhup chhanw hai

kahin pe ye nasheb to kahin pe ye faraaz hai

jahan biThae ye hamein

wahin pe hum bisat-e-zat Dal kar

kiran kiran se

kuchh na kuchh hararaten nichoD len

tamazaten sameT len kuchh is tarah

ki chhanw ki inayaton bashaaraton

ka ek yaqin bhi sath ho!

(778) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Dhup Chhanw Ke Darmiyan In English By Famous Poet Arshad Kamal. Dhup Chhanw Ke Darmiyan is written by Arshad Kamal. Read famous Poem Dhup Chhanw Ke Darmiyan for youth and Student by Arshad Kamal. Free Download Dhup Chhanw Ke Darmiyan in PDF.