Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_87cc419b2cf45c152c3d240198a73468, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Mere Ashaar Tamawwuj Pe Jo Aae Hue Hain - Arshad Abdul Hamid Poetry In English - Darsaal

Mere Ashaar Tamawwuj Pe Jo Aae Hue Hain

mere ashaar tamawwuj pe jo aae hue hain

aab hairat se ye mazmun uThae hue hain

shoKHiyan kaam na aain to haya dhar legi

us ne aankhon ko kai daw sikhae hue hain

kuchh sitare meri palkon pe chamakte hain abhi

kuchh sitare mere sine mein samae hue hain

ab wo insan kahan jin se farishte sharmaen

hum to insan ka bas bhes banae hue hain

ghair ko jama karo dushman-e-jaan ko bulwao

dosto hum kisi apne ke satae hue hain

(657) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Mere Ashaar Tamawwuj Pe Jo Aae Hue Hain In English By Famous Poet Arshad Abdul Hamid. Mere Ashaar Tamawwuj Pe Jo Aae Hue Hain is written by Arshad Abdul Hamid. Read famous Poem Mere Ashaar Tamawwuj Pe Jo Aae Hue Hain for youth and Student by Arshad Abdul Hamid. Free Download Mere Ashaar Tamawwuj Pe Jo Aae Hue Hain in PDF.