Two Lines Poetry of Arshad Abdul Hamid - 2 Lines Poetry - Couplets From Arshad Abdul Hamid
Poet Name | Arshad Abdul Hamid |
---|---|
Birth Place | Tonk |
Zamin Ke Pas Kisi Dard Ka Ilaj Nahin
Ye Kis Ko Yaad Kiya Ruh Ki Zarurat Ne
Ye Intizar Nahin Shama Hai Rifaqat Ki
Ye Duniya Akbar Zulmon Ki Hum Majburi Ki Anarkali
Unhen Ye Zom Ki Be-sud Hai Sada-e-sukhan
Sukhan Ke Chaak Mein Pinhan Tumhaari Chahat Hai
Sar-bulandi Meri Tanhai Tak Aa Pahunchi Hai
Muddaton Ghaw Kiye Jis Ke Badan Par Humne
Mitti Ko Chum Lene Ki Hasrat Hi Rah Gai
Mile Jo Us Se To Yaadon Ke Par Nikal Aae
Mera Hi Sina Kushada Hai Chahaton Ke Tain
Main Apne Aapko Bhi Dekhne Se Qasir Hun
Kuchh Sitare Meri Palkon Pe Chamakte Hain Abhi
Ishq Marhun-e-hikayat-o-guman Bhi Hoga
Haweli Chhodne Ka Waqt Aa Gaya Arshad
Hamein To Shama Ke Donon Sire Jalane Hain
Halqa-e-dil Se Na Niklo Ki Sar-e-khucha-e-khak
Gham-e-jahan O Gham-e-yar Do Kinare Hain
Dil Ko Malum Hai Kya Baat Batani Hai Use