Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_26efd9b73be9d5b902090f775d5792d4, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Zindagi Hone Ka Dukh Sahne Mein Hai - Arsh Siddiqui Poetry In English - Darsaal

Zindagi Hone Ka Dukh Sahne Mein Hai

zindagi hone ka dukh sahne mein hai

zor dariya ka faqat bahne mein hai

ruk gae to dekhne aaenge log

aafiyat ab ghumte rahne mein hai

kah rahe hain log us se baat kar

jaise wo zalim mere kahne mein hai

chhu liya tha dard ki zanjir ko

wo bhi ab shamil mere kahne mein hai

'arsh' wo apni KHudai mein kahan

baat jo us ko KHuda kahne mein hai

(2454) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Zindagi Hone Ka Dukh Sahne Mein Hai In English By Famous Poet Arsh Siddiqui. Zindagi Hone Ka Dukh Sahne Mein Hai is written by Arsh Siddiqui. Read famous Poem Zindagi Hone Ka Dukh Sahne Mein Hai for youth and Student by Arsh Siddiqui. Free Download Zindagi Hone Ka Dukh Sahne Mein Hai in PDF.