Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_7bd126f9d5138b3b6359d0c192cebcf6, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Masti-e-baada-e-gulfam Se Wabasta Rahi - Arsh Sahbai Poetry In English - Darsaal

Masti-e-baada-e-gulfam Se Wabasta Rahi

masti-e-baada-e-gulfam se wabasta rahi

zindagi raqs-e-mai-o-jam se wabasta rahi

log kahte hain ki kuchh us mein mera zikr bhi tha

wo hikayat jo tere nam se wabasta rahi

dil jo ghabraya to mai-KHane mein hum ja baiThe

har KHalish baada-e-gulfam se wabasta rahi

us ki majburi-e-paiham pe zara ghaur karen

jo tamanna dil-e-nakaam se wabasta rahi

'arsh' muddat hui go tark-e-mai-o-jam kiye

phir bhi tohmat ye mere nam se wabasta rahi

(728) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Masti-e-baada-e-gulfam Se Wabasta Rahi In English By Famous Poet Arsh Sahbai. Masti-e-baada-e-gulfam Se Wabasta Rahi is written by Arsh Sahbai. Read famous Poem Masti-e-baada-e-gulfam Se Wabasta Rahi for youth and Student by Arsh Sahbai. Free Download Masti-e-baada-e-gulfam Se Wabasta Rahi in PDF.