Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_72e0091a54b2e173447415f6e75de173, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Tarab Ke MaKHmase Gham Ke Jhamele - Arsh Malsiyani Poetry In English - Darsaal

Tarab Ke MaKHmase Gham Ke Jhamele

tarab ke maKHmase gham ke jhamele

dil-e-nadan ne lakhon khel khele

gae ek ek kar ke ham-safar sab

hamin zinda hain marne ko akele

gham-e-dauran se utni bar haare

gham-e-jaanan se jitni bar khele

dil aaKHir tab lata bhi to kab tak

qayamat the tamannaon ke rele

ye duniya KHatm ho jaegi aaKHir

na honge KHatm duniya ke jhamele

na koi ham-KHayal ai 'arsh' paya

rahe hum anjuman mein bhi akele

(795) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Tarab Ke MaKHmase Gham Ke Jhamele In English By Famous Poet Arsh Malsiyani. Tarab Ke MaKHmase Gham Ke Jhamele is written by Arsh Malsiyani. Read famous Poem Tarab Ke MaKHmase Gham Ke Jhamele for youth and Student by Arsh Malsiyani. Free Download Tarab Ke MaKHmase Gham Ke Jhamele in PDF.