Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_d7a4e57d84c444ff5474c3bb50b0aadd, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Wo Mere Shahr Mein Aaya Hua Hai - Arif Ishtiaque Poetry In English - Darsaal

Wo Mere Shahr Mein Aaya Hua Hai

wo mere shahr mein aaya hua hai

kaDakti dhup mein saya hua hai

tumhaare pyar mein TuTa hua dil

kisi ke husn pe aaya hua hai

dil-e-barbaad ko tere sabab se

nai ulfat mein uljhaya hua hai

mohabbat ne mere se tund-KHu ko

sar-e-bazar khinchwaya hua hai

mujhe milne ko us ne tang kurta

ba-taur-e-KHas silwaya hua hai

nadamat saKHt hai par hai KHushi bhi

use KHalwat mein bulwaya hua hai

(1980) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Wo Mere Shahr Mein Aaya Hua Hai In English By Famous Poet Arif Ishtiaque. Wo Mere Shahr Mein Aaya Hua Hai is written by Arif Ishtiaque. Read famous Poem Wo Mere Shahr Mein Aaya Hua Hai for youth and Student by Arif Ishtiaque. Free Download Wo Mere Shahr Mein Aaya Hua Hai in PDF.