Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_88e5e493d0a8d14ccb07a86f0e701ef7, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Gila HonTon Pe Lae Ja Raha Hun - Arif Ishtiaque Poetry In English - Darsaal

Gila HonTon Pe Lae Ja Raha Hun

gila honTon pe lae ja raha hun

main tera gham manae ja raha hun

wo mujh ko bhul jae ja rahi hai

main is ko yaad aae ja raha hun

badan tha aa gaya hai lauT ke ghar

main tere pas pae ja raha hun

sitam ye hai ki ab tu bhi nahin hai

gareban munh chhupae ja raha hun

jise dekho wo roe ja raha hai

main tere KHat sunae ja raha hun

(819) Peoples Rate This

Related Poetry

Your Thoughts and Comments

Gila HonTon Pe Lae Ja Raha Hun In English By Famous Poet Arif Ishtiaque. Gila HonTon Pe Lae Ja Raha Hun is written by Arif Ishtiaque. Read famous Poem Gila HonTon Pe Lae Ja Raha Hun for youth and Student by Arif Ishtiaque. Free Download Gila HonTon Pe Lae Ja Raha Hun in PDF.