Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_2375d3687888dd9d1a8c1571f34e10d7, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Diya Jalaegi Tu Aur Main Bujhahunga - Arif Ishtiaque Poetry In English - Darsaal

Diya Jalaegi Tu Aur Main Bujhahunga

diya jalaegi tu aur main bujhahunga

mujhe na chah main nafrat se pesh aaunga

main saKHt-dil hi rahunga yahi riayat hai

main bar bar tera dil nahin dukhaunga

mujhe pata nahin kya ho gaya hai kuchh din se

pata chala bhi to tujh ko nahin bataunga

main chahta hun meri baat ka asar kam ho

ziyaada der magar jhuT kah na paunga

hansi ki baat hai apni hi aur wo ye ki

mera KHayal tha main tujh ko bhul jaunga

(1005) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Diya Jalaegi Tu Aur Main Bujhahunga In English By Famous Poet Arif Ishtiaque. Diya Jalaegi Tu Aur Main Bujhahunga is written by Arif Ishtiaque. Read famous Poem Diya Jalaegi Tu Aur Main Bujhahunga for youth and Student by Arif Ishtiaque. Free Download Diya Jalaegi Tu Aur Main Bujhahunga in PDF.