Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_28d31245077a93f0b60dff7ee39e887d, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Kasa-leson Ne Jo Thi Nazr Utari Teri - Anwar Sadeed Poetry In English - Darsaal

Kasa-leson Ne Jo Thi Nazr Utari Teri

kasa-leson ne jo thi nazr utari teri

wahi le Dubi tujhe hasht-hazari teri

puchha jaega daur-e-humayuni ka

ru-ba-kar aaj hai sarkar se jari teri

us ka didar hama-waqt ibaadat meri

aankh ne dil pe jo taswir utari teri

hum ne har samt bichha rakkhi hain aankhen apni

jaane kis samt se aa jae sawari teri

tark-e-ulfat ka irada hai musammam us ka

kaam aai hi nahin minnat-o-zari teri

zarb-e-paiham ka tasalsul na abhi toD 'sadid'

ek nai zarb bhi ho sakti hai kari teri

(749) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Kasa-leson Ne Jo Thi Nazr Utari Teri In English By Famous Poet Anwar Sadeed. Kasa-leson Ne Jo Thi Nazr Utari Teri is written by Anwar Sadeed. Read famous Poem Kasa-leson Ne Jo Thi Nazr Utari Teri for youth and Student by Anwar Sadeed. Free Download Kasa-leson Ne Jo Thi Nazr Utari Teri in PDF.