Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_4010895655e6a36ec3cb84fd62f56967, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Usi Amal Ki Zara Si Sharab Deta Chal - Anwar Nadim Poetry In English - Darsaal

Usi Amal Ki Zara Si Sharab Deta Chal

usi amal ki zara si sharab deta chal

sharar ke hath mein koi gulab deta chal

wo intishaar-e-gham-e-zist mein jila dega

magar usi ko KHushi ki kitab deta chal

har ek sawal ka milta raha jawab tujhe

kisi sawal ka tu bhi jawab deta chal

yahan to teri hukumat ka karKHana tha

kabhi hamare ghamon ka hisab deta chal

zamin sukun ki haalat mein aaegi lekin

use 'nadim' ki sheari kitab deta chal

(1084) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Usi Amal Ki Zara Si Sharab Deta Chal In English By Famous Poet Anwar Nadim. Usi Amal Ki Zara Si Sharab Deta Chal is written by Anwar Nadim. Read famous Poem Usi Amal Ki Zara Si Sharab Deta Chal for youth and Student by Anwar Nadim. Free Download Usi Amal Ki Zara Si Sharab Deta Chal in PDF.