Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_fa78485cdb5a1cf09a4b7776e0da7d38, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Dusre Saeran Se Pahle - Anwar Maqsood Zahidi Poetry In English - Darsaal

Dusre Saeran Se Pahle

andhera hai

abhi tum apne honTon ko

yunhi mere labon se muttasil rakho

abhi us waqt tak thame raho

mere badan ko apni banhon se

ki jab tak

ek dhamake se phaTe

aatish-fishan jismon ka

aur kitne hi qarnon ki chhupi hiddat

bahe lawe ki surat mein

ki jab tak

saeran ki chiKHti makruh mausiqi

faza ko phaD de aur jagmagaen bijliyan har su

(645) Peoples Rate This

Related Poetry

Your Thoughts and Comments

Dusre Saeran Se Pahle In English By Famous Poet Anwar Maqsood Zahidi. Dusre Saeran Se Pahle is written by Anwar Maqsood Zahidi. Read famous Poem Dusre Saeran Se Pahle for youth and Student by Anwar Maqsood Zahidi. Free Download Dusre Saeran Se Pahle in PDF.