Two Lines Poetry of Anwar Dehlvi - 2 Lines Poetry - Couplets From Anwar Dehlvi
Poet Name | Anwar Dehlvi |
---|---|
Birth Date | 1847 |
Death Date | 1885 |
Wo Jo Gardan Jhukae Baithe Hain
Un Se Hum Lau Lagae Baithe Hain
Thak Ke Baithe Ho Dar-e-sauma Par Kya Anwar
Surat Chhupaiye Kisi Surat-parast Se
Sharm Bhi Ek Tarah Ki Chori Hai
Qamat Hi Likha Humne Sada Ja-e-qayamat
Pi Bhi Ja Shaikh Ki Saqi Ki Inayat Hai Sharab
Phenkiye Kyun Mai-e-naqis Saqi
Nind Ka Kaam Garche Aana Hai
Nazar Aae Kya Mujhse Fani Ki Surat
Nakaami-e-visal Ka Paigham Hai Mujhe
Na Main Samjha Na Aap Aae Kahin Se
Mitti Kharab Hai Tere Kuche Mein Warna Hum
Mitti Kharab Hai Tere Kuche Mein Warna Hum
Meri Numud Se Paida Hai Rang-e-nakaami
Main Giraftar-e-wafa Hun Chhut Ke Jaunga Kahan
Kuchh Khabar Hoti To Main Apni Khabar Kyun Rakhta
Kis Soch Mein Hain Aaine Ko Aap Dekh Kar
Kamar Bandhi Hai Tauba Todne Par
Kaisi Haya Kahan Ki Wafa Pas-e-khalq Kya
Kaisi Haya Kahan Ki Wafa Pas-e-khalq Kya
Hashr Ko Manta Hun Be-dekhe
Har Shai Ko Intiha Hai Yaqin Hai Ki Wasl Ho
Goya Ki Sab Ghalat Hain Meri Bad-gumaniyan
Garche Kya Kuchh The Magar Aapko Kuchh Bhi Na Gina
Be-tarah Padti Hai Nazar Unki
Anwar Ne Badle Jaan Ke Li Jins-e-dard-e-dil
Allah-re Fart-e-shauq-e-asiri Ke Shauq Mein