Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_6942f390cedcbaf28f7fb38bcd3845a8, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Gham-e-habib Gham-e-do-jahan Nahin Hota - Anvar Moazzam Poetry In English - Darsaal

Gham-e-habib Gham-e-do-jahan Nahin Hota

gham-e-habib gham-e-do-jahan nahin hota

agar KHulus-e-wafa be-karan nahin hota

dilon ki aag baDhao ki log kahte hain

charagh-e-husn se raushan jahan nahin hota

teri nigah-e-karam hi ka ye asar to nahin

jahan mein hum pe koi mehrban nahin hota

shuur-e-manzil-e-maqsud bhi hai shart-e-safar

hujum-e-rah-rawan karwan nahin hota

(721) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Gham-e-habib Gham-e-do-jahan Nahin Hota In English By Famous Poet Anvar Moazzam. Gham-e-habib Gham-e-do-jahan Nahin Hota is written by Anvar Moazzam. Read famous Poem Gham-e-habib Gham-e-do-jahan Nahin Hota for youth and Student by Anvar Moazzam. Free Download Gham-e-habib Gham-e-do-jahan Nahin Hota in PDF.