Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_5588578f00b99b9b43f3b372d50f1aca, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Sab Ko Apne Zehan Se JhaTka KHud Ko Yaad Kiya - Anjum Saleemi Poetry In English - Darsaal

Sab Ko Apne Zehan Se JhaTka KHud Ko Yaad Kiya

sab ko apne zehan se jhaTka KHud ko yaad kiya

lekin aisa sab kuchh luT jaane ke baad kiya

us ko us ki apni qurbat ne sarshaar rakkha

mujhe to shayad mere hijr ne hi barbaad kiya

main bhi KHali ho kar apne ghar lauT aaya hun

us ne bhi ek virane ko ja aabaad kiya

kis shafqat mein gundhe hue maula man bap diye

kaisi pyari ruhon ko meri aulad kiya

ishq mein 'anjum' le Dubi hai thoDi si taKHir

janmon pahle jo wajib tha wo ma-baad kiya

(937) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Sab Ko Apne Zehan Se JhaTka KHud Ko Yaad Kiya In English By Famous Poet Anjum Saleemi. Sab Ko Apne Zehan Se JhaTka KHud Ko Yaad Kiya is written by Anjum Saleemi. Read famous Poem Sab Ko Apne Zehan Se JhaTka KHud Ko Yaad Kiya for youth and Student by Anjum Saleemi. Free Download Sab Ko Apne Zehan Se JhaTka KHud Ko Yaad Kiya in PDF.