Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_39825c006b2135169ab1472e1e1c7d3e, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Dard-e-wirasat Pa Lene Se Nam Nahin Chal Sakta - Anjum Saleemi Poetry In English - Darsaal

Dard-e-wirasat Pa Lene Se Nam Nahin Chal Sakta

dard-wirasat pa lene se nam nahin chal sakta

ishq mein baba ek janam se kaam nahin chal sakta

bahut dinon se mujh mein hai kaifiyyat rone wali

dard-e-farawan sine mein kohram nahin chal sakta

tohmat-e-ishq munasib hai aur hum par jachti hai

hum aison par aur koi ilzam nahin chal sakta

cham cham karte husn ki tum jo ashrafiyan lae ho

is mizan mein ye duniyawi dam nahin chal sakta

aankh jhapakne ki mohlat bhi kam milti hai 'anjum'

faqr mein koi tan-asan do-gam nahin chal sakta

(876) Peoples Rate This

Related Poetry

Your Thoughts and Comments

Dard-e-wirasat Pa Lene Se Nam Nahin Chal Sakta In English By Famous Poet Anjum Saleemi. Dard-e-wirasat Pa Lene Se Nam Nahin Chal Sakta is written by Anjum Saleemi. Read famous Poem Dard-e-wirasat Pa Lene Se Nam Nahin Chal Sakta for youth and Student by Anjum Saleemi. Free Download Dard-e-wirasat Pa Lene Se Nam Nahin Chal Sakta in PDF.