Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_afaa626536e085a8bbe786c6120ca2e4, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Jin Ke Aangan Mein Amiri Ka Shajar Lagta Hai - Anjum Rehbar Poetry In English - Darsaal

Jin Ke Aangan Mein Amiri Ka Shajar Lagta Hai

jin ke aangan mein amiri ka shajar lagta hai

un ka har aib zamane ko hunar lagta hai

chand tare mere qadmon mein bichhe jate hain

ye buzurgon ki duaon ka asar lagta hai

man mujhe dekh ke naraaz na ho jae kahin

sar pe aanchal nahin hota hai to Dar hota hai

(6756) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Jin Ke Aangan Mein Amiri Ka Shajar Lagta Hai In English By Famous Poet Anjum Rehbar. Jin Ke Aangan Mein Amiri Ka Shajar Lagta Hai is written by Anjum Rehbar. Read famous Poem Jin Ke Aangan Mein Amiri Ka Shajar Lagta Hai for youth and Student by Anjum Rehbar. Free Download Jin Ke Aangan Mein Amiri Ka Shajar Lagta Hai in PDF.