Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_e6c536152535de720157782ee4bdb311, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Jaan Qarz Hai So Utarte Hain - Anjum Khayali Poetry In English - Darsaal

Jaan Qarz Hai So Utarte Hain

jaan qarz hai so utarte hain

hum umr kahan guzarte hain

shamen hain wahi wahi hain subhen

guzre hue din guzarte hain

is nam ka koi bhi nahin hai

jis nam se hum pukarte hain

ginte hain tamam raat tare

hum raat yunhi guzarte hain

pichke hue gal zard chehre

jazbaat bahut ubhaarte hain

(776) Peoples Rate This

Related Poetry

Your Thoughts and Comments

Jaan Qarz Hai So Utarte Hain In English By Famous Poet Anjum Khayali. Jaan Qarz Hai So Utarte Hain is written by Anjum Khayali. Read famous Poem Jaan Qarz Hai So Utarte Hain for youth and Student by Anjum Khayali. Free Download Jaan Qarz Hai So Utarte Hain in PDF.