Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_9f62a9c2f0c306bf7740517f13cdec46, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
KHayal Jaan Se BaDh Kar Safar Mein Rahta Hai - Anjum Barabankvi Poetry In English - Darsaal

KHayal Jaan Se BaDh Kar Safar Mein Rahta Hai

KHayal jaan se baDh kar safar mein rahta hai

wo meri ruh ke andar safar mein rahta hai

jo sare din ki thakan oDh kar main sota hun

to sari raat mera ghar safar mein rahta hai

janam janam se meri pyas sar paTakti hai

janm janm se samundar safar mein rahta hai

mera yaqin karo us ke panw mein til hai

isi liye wo barabar safar mein rahta hai

main dil hi dil mein jise pujne laga hun bahut

wo dewta nahin patthar safar mein rahta hai

(805) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

KHayal Jaan Se BaDh Kar Safar Mein Rahta Hai In English By Famous Poet Anjum Barabankvi. KHayal Jaan Se BaDh Kar Safar Mein Rahta Hai is written by Anjum Barabankvi. Read famous Poem KHayal Jaan Se BaDh Kar Safar Mein Rahta Hai for youth and Student by Anjum Barabankvi. Free Download KHayal Jaan Se BaDh Kar Safar Mein Rahta Hai in PDF.