Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_cf71a6c4461cd0dcb515fc44c24b3214, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Hum Sab Ko Batate Rahte Hain Ye Baat Purani Kaam Ki Hai - Anjum Barabankvi Poetry In English - Darsaal

Hum Sab Ko Batate Rahte Hain Ye Baat Purani Kaam Ki Hai

hum sab ko batate rahte hain ye baat purani kaam ki hai

das bis gharon mein charche hon tab ja ke jawani kaam ki hai

ye waqt abhi tham jaega mahaul mein dil ram jaega

bas aap yunhi baiThe rahiye ye raat suhani kaam ki hai

aasan bhi hai dushwar bhi hai dukh-sukh ka baDa bazar bhi hai

malum nahin to mujh se suno ye duniya diwani kaam ki hai

mashhur bhi hain badnam bhi hain KHushiyon ke nae paigham bhi hain

kuchh gham ke baDe inam bhi hain paDhiye to kahani kaam ki hai

jo log chale hain ruk ruk kar hamwar zamin par jhuk jhuk kar

wo kaise bataenge tum ko dariya ki rawani kaam ki hai

(904) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Hum Sab Ko Batate Rahte Hain Ye Baat Purani Kaam Ki Hai In English By Famous Poet Anjum Barabankvi. Hum Sab Ko Batate Rahte Hain Ye Baat Purani Kaam Ki Hai is written by Anjum Barabankvi. Read famous Poem Hum Sab Ko Batate Rahte Hain Ye Baat Purani Kaam Ki Hai for youth and Student by Anjum Barabankvi. Free Download Hum Sab Ko Batate Rahte Hain Ye Baat Purani Kaam Ki Hai in PDF.