Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_9e14cddb3be159f79a9fa348854884f4, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Bagh Mein Rah Ke Bahaaron Ko Nibhana Hoga - Anjum Ansari Poetry In English - Darsaal

Bagh Mein Rah Ke Bahaaron Ko Nibhana Hoga

bagh mein rah ke bahaaron ko nibhana hoga

apni ruThi hui KHushiyon ko manana hoga

toDna hoga chhalakte hue saghar ka ghurur

bin piye bazm ko ab rang pe aana hoga

Dhaalni hogi usi raat ke daman se sahar

TuTe taron ko ziya-bar banana hoga

thamni hon jo tujhe waqt ki nabzen hamdam

uDte lamhon pe koi naqsh jamana hoga

in charaghon mein bhaDak uTThe hain shoale 'anjum'

apni raaton mein diya aur jalana hoga

(689) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Bagh Mein Rah Ke Bahaaron Ko Nibhana Hoga In English By Famous Poet Anjum Ansari. Bagh Mein Rah Ke Bahaaron Ko Nibhana Hoga is written by Anjum Ansari. Read famous Poem Bagh Mein Rah Ke Bahaaron Ko Nibhana Hoga for youth and Student by Anjum Ansari. Free Download Bagh Mein Rah Ke Bahaaron Ko Nibhana Hoga in PDF.