Warning: session_start(): open(/var/cpanel/php/sessions/ea-php56/sess_28deb9fc4e8e54c57655f9f55066a78d, O_RDWR) failed: Disk quota exceeded (122) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1

Warning: session_start(): Failed to read session data: files (path: /var/cpanel/php/sessions/ea-php56) in /home/dars/public_html/helper/cn.php on line 1
Zamane Bhar Ka Jo Fitna Raha Tha - Anjum Abbasi Poetry In English - Darsaal

Zamane Bhar Ka Jo Fitna Raha Tha

zamane bhar ka jo fitna raha tha

wahi to ganw ka mukhiya bana tha

meri shohrat ke parcham uD rah the

magar main dhup mein tanha khaDa tha

hazaron raaz the poshida mujh mein

main apne aap se chhup kar khaDa tha

bahut se log us ko dekhte the

wo unche peD par baiTha hua tha

purana tha madari ka tamasha

magar wo bhiD thi rasta uDa tha

fasadi the mere hi ghar mein 'anjum'

main un ko shahr bhar mein DhunDhta tha

(805) Peoples Rate This

Your Thoughts and Comments

Zamane Bhar Ka Jo Fitna Raha Tha In English By Famous Poet Anjum Abbasi. Zamane Bhar Ka Jo Fitna Raha Tha is written by Anjum Abbasi. Read famous Poem Zamane Bhar Ka Jo Fitna Raha Tha for youth and Student by Anjum Abbasi. Free Download Zamane Bhar Ka Jo Fitna Raha Tha in PDF.